1. Tabbed Browsing
Agar Aap Kisi Link Par Click Kar Rahe Hai Aur Oss Link Ko Aap Ko New Tab Main Open Karna Hai To Aap Ctrl Press Kar Ke Os Link Par Click Karein Woh New Tab Main Open Hojayega.
2. Blank Tab
Agar Apko New Blank Tab Open Karna Hai Toh Aap Sirf Ctrl Aur T Press Kar Dein New Tab Open Ho Jayega.
3. Google Timer
Agar Aap Ko Timer Ya Stopwatch Ki Zarorat Hai Toh Sirf Google Main Type Karin “Timer” To Apke Samne He Google Timer Aur Ajayega Uske Saath He Stopwatch Bhi Hogi.
4. Browser Zoom In And Zoom Out
Aap Apne Browser Ko Zoom In Zoomout Bohut Asani Se Kar Sakte Hai Bus Ctrl Ke Sath + Plus Press Kare Zoom In Ke Liye Aur Zoom Out Ke Liye Ctrl Ke Sath – Minus.
5. Visit Website
Agar Apko Koi Bhi Website Visit Karni Ho For Example Blogger Pakistani To Ap Sirf Bloggepakistani Likh Kar Ctrl Aur Enter Press Kardein Dot Com Likh Ki Zarorat Nahi.
6. Google In 1998
Agar Aap Google Searchi Main “Google In 1998” Search Karein Ge Toh Aap Ko Google Wese Hi Dikhai Dega Jesa 1998 Main Dikhai Deta Tha.
7. Undo Tab
Agar Aap Ne Koi Tab Close Karliya Hai Aur Usko Aap Wapis Se Open Karna Chahte Hai Toh Sirf Ctrl Shift Aur T Press Kardein Tab Wapis Se Open Hojayega.
7 EASY INTERNET TRICKS
Facebook
Linkedin
Twitter
Pinterest
Read More Post
Revolutionizing Your Ride: Expert Auto Service At Carolina Auto Service
by
Daniel
February 27, 2024
Floratam: The Robust Grass Solution From Council Growers SOD
by
Daniel
January 25, 2024
Carolina Mobile Autoservice: Your Go-To For Expert Brake Service Repair
by
Daniel
January 25, 2024